Baatein rooh ki
here we talk about heart and shayari
ummeed e wafa tujhse phir ek baar karu,
phir se apni ummeed bekaar karu,
tu mujhe phir najarandaaj kare,
mai phir se tera saara din intezar kru,
har baat par tu ek nya bahaana de,
mai tere har bahane par etbaar karu,
jiski shame raushan kre mhfil auro ki,
us ladki se bhala mai kaise pyar kru,
tere lab aur teri ankhe khte baat alag alag,
btaao phir mai kaise tumse pyaar karu
सुनो तुम मुझसे वफ़ा करोगे या बेवफा बनोगे,
इश्क़ में बताओ मेरी जान कौन सी राह चुनोगे,
जाना है तो चले जाओ कोई शिकायत न होगी,
मग़र मेरी जान याद आऊंगा तो क्या करोगे,
शौक है ना सबसे दिल लगाने का फिर मुकर जाने का,
सां नही होता
शोला सहरा या दरिया बताओ तुम किस राह चलोगे
Part 1
Ab rahne do jaana
Jin par aata tha pyar bhot Aaj unki adaao ne dil tod diya,
Jisko kahte the wafa aaj un wafaao ne dil tod diya,
Milta rha har sham raikib se woh meri gair maujudgi mein,
Uski inhi jafaao ne dil tod diya.
Ek gulab lgaaya tha sahaare is bahaar ke,
Ek roj in hawaao ne dil tod diya,
Paar kar liya tha dariya hamne saath lahro ke,
Badkismati to dekho dubo meri kasti sahilo ne dil tod diya,
Na tha bharosha mhjhe aate jaate suraj ka,
Magar is baar bujh ke charaago ne dil tod diya,
Nahi khojta tha umra bhar sukoon mai sahar ki sadko par,
Magar umra ke is mode par in gaavo ne dil tod diya,
Nahi marte mujhko maalum tha in jakhmo se ,
Lekin yahan to dwaaon ne dil tod diya.
Mai tanha nhi hu tere bin,
yeh sath mera chhodti nhi hai
Mai thak so jaata hu aksr inhi ki gode me,
Magar kambakht ye kabhi soti nhi hain,
Aa jaati hain betakallufi se mere kamre mein,
Yeh mere man ke drwaaje khatkhatati nhi hain,
Kabhi hansaati hai to kbhi jee bhar rulaati hain,
Magar waqt ka takaada bata ke bhaagti nhi hain,
Mai ho jaata hu naaraj inse cheekhta bhi hu ,
Magar jaane kyu kbhi yeh mujhse roothati nhi hain,
Kitni pyaari hain yaadein hmaari tumhaari,
Tum nhi ho to bhi yeh sath mera chhodti nahi hain..
ना तुम रहे ना तुम्हारी याद बाकी है,
मेरे तुम्हारे दरमियाँ बस ये रात बाकी है,
टूटते तारों को ना इल्म हो दर्द -ए-जुदाई का,
दिल के टुकड़े लेती जा कि एहसास न हो बेवफाई का,
ना अब मैं उसका रहा ना वो मेरे साथ रहती है,
शाम ढले मेरे चराग़ों को उसके हाथ रौशन होने की आस रह्ती है,
मेरे आँखों में बसा मगर होंठों पर उसका नाम नही है,
लौट आए बस मेरे अनलिखे खतों का पैगाम यही है,
बीती कितनी सर्द रातें कितने बरसातों के मौसम,
ना रुका आँखों का मौसम ना कम हुए ग़म,
ढूंढा बहोत मगर मुझमें कोई शाद ना मिली,
ज़माने में मुझसे ज्यादा कोई जिंदगी बर्बाद न मिली
tera hoke bhi main tera ho na saka,
raat hawa tej thi ke mai so na saka,
karta raha bahaane ki tbiyat kharaab hai meri,
apne dil ke is haal pr khul ke mai ro na saka,
jeet ki khushi me mai chahuu to naach lu,
par sach hai ki jeet ke bhi tujhe paa na saka,
jard aankhein sard mausam jaane kiska kusoor tha,
meri aankho se ek katra aanshu ka bah na saka,
jindagi bhar baantata raha khushiyaan aur ko,
mera ek gam hai jo kabhi mai kho na saka..
kitne mausam aaye baarisho ke mere shahar me,
ek meri jalti rooh ko koi bhigo na saka...
itni khamosi me bhi woh meri aawaj sunta nahi,
bahra hai woh ya kisi se bolta hi nhi,
kitna dard chhipaaye baitha hai in aaknho me,
patthar dil hai kaisa ki cheekhata hi nhi,
jo bhi mila bas noch ke khaaya hai use,
kitna naadan hai kisi ko rokta hi nahi,
har shakhs betakalluf ghusa chala jaata hai uske kamre me,
kya paagal hai yeh kyu kisi ko tokata hi nahi,
itne jakhm liye baitha rahta hai,
kaisa shakhs hai sisakta hi nhi,
taras kha rhe ho mujpr tumhe bhi koi matlab hai kya,
veshya hu main mere baare me yu hi koi sochta nahi..
पागलपन सा प्यार💝💝
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Contact the establishment
Website
Address
Sultanpur Raja Umari Matha
Sultanpur, 228001
�my life is mom dad and� �I am a rap artist � �Hip Hop ki dusri aur aakhri kitab Hip Hop 2 kya
Hansa Hospital
Sultanpur
we have all new fancy work of home, office, shops and etc it is all for carpanter
Khasra No. 366, Ground, Mansarover Building
Sultanpur, 110030
The Revival and Restoration of Mehfils, Baithaks and Experiences to Celebrate India.🌹
Narayanpur
Sultanpur, 247271
Nishu deshwal bahi my � page it's like me please follow �
Kamla Nehru Institute Of Technology
Sultanpur, 228118
The club primarily focuses on letting people paint their thoughts, perceptions and imaginations.