P0etRy C0rNeR
poetRy cOrNR
Admin raami
Eid mubrak to all membrs
raami
Raami
Rami
Meri Nazar Main Rahti Hai Ek Khwab Si Larki,
Jaisey Saans Leti Huvi Mahtaab Si Larki,
Main Us Sey Faasla Na Rakhta To Or Kiya Karta,
Main Hawaon Sa Paagal, Woh Chiragh Si Larki
hath rakh dy tu dil pe zara
zindgi jbre musalsal ki trah kati ha
jany kis jurm ki pai ha saza yad nhi
Tere Qareeb reh kr bhi tujhay talaash karu.....
Mohabbaton men meri badd-hwasian na gaien.
Wo acha hai tou behter, bura hai tou bhi qubool mohsin
Mizaj-e-ishq men aib-e-yar nahin dekhay jatay.....
Dill Roz Sajata Hoon Dulhan Ki Maneid..
Ghum Rooz Chaly Aty Hain Barat Ki Maneid
zamane bhar nay luta hai dost fareb-e-dosti day kr
agr tu saath day mera to sub se dushmani kr loon....
Rami...
socha aaj kuch tere siwa sochon
abhi tk isi soch mein hoon k orr kia sochon
Rami.....
Wafa ki umeed to jinhain hogi unhain hogi...
Hamain to dekhna ha tu bewafa kahan tk ha...
Dil to chahata ha tujhy inteha tk dekhu...
Tu kon kya ha baqa sy fana tk dekhu...
Rami :)
Us Ne Pucha Mere Bina Jee Lo gy..???
Saans Ruk Chuki Thi Or Wo Samjha Hum Soch Rahy He
Rami :)
Asar usako zara nahi hota
Ranj rahat fazaa nahi hota
Tum hamaare kisi tarah na huwe
Warna duniya mein kya nahi hota
Tum mere paas hote ho goya
Jab koi duusaraa nahi hota
Haal-e-dil yaar ko likhun kyon kar
Haath dil se juda nahi hota
Kyo.n sune arz-e-muztarib ae 'Momin'
Sanam aaKhir Khuda nahi hota
Rami....
Wo Aam Si Sham Thi,
Jab Juda Hoey Thay Hum,
Na Toot Kar Piyar Kiya,
Or,
Na Ro Saky Thay Hum,
Tum Sey Gila kia,
Na Zamany Se Kuch Kaha,
Barbad Ho Gaey,
Bohat Sadgii Se Hum
rami....
wO larki shaYad pagal thi
din raat gUm sUm rEhti thi
kuchh Sharam O Haya ka Paikar thi
Kuchh Naram Mijazi rkhti thi
Ankhon mein neem nasha sa tha
BaatOn sy diwani Lagti thi
Hamraz na tha Us ka kOi
Bus Khud sy baatein krti thi
Ik Sharam K anchal Me aksar
Jazbat Chupaye Rakhti thi
Darti thi Juda hO jane sy
Ya piYar sy Shayad Darti thi
kYa Sabar tha Us Diwaani ka
kYa Zabt E mOhabbat rkhti thi
Hai Rashk mjhe us pagli pe
kYa kHoob mOhabbat krti thi !!
Click here to claim your Sponsored Listing.
Category
Contact the business
Telephone
Website
Address
60000
Dogar Town
Multan, 60000
We are offering different Size of Notebooks & Regi 20SaleCopy (6 Sheets) Rs190/12copies 30Sale Copy (9 Sheers) Rs280/12copies 50Sale Copy (13 Sheets) Rs489/12copies 50Sales R...
Present In BZU, Home In Bahawal Pur
Multan, 66000
Arabic Mentor, Post. Doc, PHD, shahadat ul Alimia, Academician, Teaching & Training Since 1988
Multan, 66000
Book Store All Books of All Boards available in wholesale price
Lahor And Multan Branch
Multan
All MBBS, FCPS, NURSING, PHARMACY And DPT Books Available�
Layyah
Multan, 31100
Welcome to our ARIF KITAB GHAR MAIN BAZAR FATEHPUR bookshop, where the scent of freshly printed pages
Multan
To place your orders kindly fill out the form below: https://forms.gle/SZdWYWbeoTC3oQvK9 Follow ou