Waseb Cooking Oil
Tamam ummat-e-muslima ko amad e noor e khuda, mushkeel kusha, rehmat e do jahan ko mubarak ho. Dil se Eid Milad-un-Nabi manain aur iss din ki barkaton ko samaitain.
Mulk ke bahadur jawan iss qoum ki shaan hain. 6 September 1965 ko inn jawano ne apnay watan ka bemisaal jazbay aur junoon se diffa kiya. Inn jaan nisaro ko humara khiraj-e-tehseen hai!
Waseb ki taraf se tamam ahle-e-watan ko Yum-e-Azaadi Mubarak!
Ye hum sab ka sanjha Pakistan hai jis ke har shehar ke alag pakwan, alag hi shaan hai!
Waseb Cooking Oil ki tarf se aap ko Eid Mubarak, dua hai aap ki qurbani qabool ho.
Eid Mubarak!
Hajj ke is muqadas safar mein insaan ki khair aur bhalai hai jo use rohaniyat se milti hai.
HAJJ MUBARIK.
Waseb Cooking Oil & Banaspati aaj walid kay aalmi din per unhe khiraj-e-tehsin paish karta hai kyun kay aik baap ka saya auald ko zindagi kay har morr pe kamyab honay mein madad krta hai.
Meethay khano ke maza se he sajta hai aap ka sanjha dastarkhuwan tu apni dawatun ki khushiyan barhayen Waseb main bane meethay ke sath.
Waseb Cooking Oil se lage tarkay main wo Khusboo aur zaiqa hai jis se sajta hai ap ka dastarkhuwan.
Dostun ki mehfil main char chand lagyen Waseb Cooking Oil main bane khano ke sath.
Waseb Cooking Oil main mojood hai Omega 3 aur 6 jo aap ko rakhte hain tandrust aur tawana.
Waseb Cooking Oil main mojood Vitamins aur deegar nutrients aap ki quwat e mudafiyat ko tawana banatey hen jis se app rehte hain sehat mand.
Waseb Cooking Oil deta hai aap ke khano ko behtreen zaiqa jis se sajta hai aap ka sanjha dastarkhuwan.
Waseb Cooking Oil main bane khano main hai zaiqa aur khusboo jis se sajte hain dastarkhuwan aur barhti hain beshumar chahatien.
Waseb Cooking Oil & Banaspati aaj maon kay aalmi din per unhe khiraj-e-tehsin paish karta hai kyun kay aik maa ka bharosa aur muhabat he aulad ko zindagi kay har morr pe kamyab honay mein madad krti hai.
Aap kay pasandida pakwan konsay hain jin se sajta hai aap ka sanjha dastarkhuwan ?
Humaien comments section mein btayien !!
Qudrati ajza se bana Waseb Cooking Oil deta hai aap ko sehat bakhsh ghaza jis se sajta hai aap ka sanjha dastarkhuwan.
Waseb Cooking Oil deta hai khano mein behtreen mehak jis se sajta hai aap ka sanjha dastarkhuwan.
Ghaziyat se bharpoor Waseb Cooking Oil sey sajta hai aap ka khusiyon bhara sanjha dastarkhuwan.
Waseb Cooking Oil & Banaspati tamam mazdooron ko un k alami din per salam paish krta hai.
Khushiyo bhari Eid Mubarak! Khuda karay aap kay sanjhe dastarkhuwan mein ronakein qaim rahien.
Dua hai hum sab ki ibada’at qabool hon aur Allah humein aese he har saal khushiyo bhara Ramzan naseeb karein. Jummah Tul Wida Mubarak!
Sanjhay Dastarkhuwaan ka apniyat bhara rang aab aik naye andaaz mein paish hai, jo rakhta hai aap ko aur aap kay piyaro ko qareeb.
Waseb Cooking Oil kay rawayati zaiqay ab aik naye andaaz kay sath mojood hai, jo rakhein aap kay dastarkhuwaan ko sanjha.
Waseb Cooking Oil ki wohi pehle wali ghaziyat ab aik naye andaaz mein majood hai, Jo rakhe aap ki sehat ka khiyal!
Waseb Cooking Oil kay naye rang konse hain? Humein apne jawaab comments section mein btayein.
Waseb Cooking Oil wohi rawayti zaiqon aur ala’a mayar kay sath ab aik nayi andaz kay sath paish hai.
Sanjhe Dastarkhuwan mein ayi hai aik nayi pehchaan!
Sanjhe Dastarkhuwan mein aya hai aik naya andaaz!
Sanjhe Dastarkhuwan mein ayi hai aik nayi soch!
Dry fruits aap ki sehet key lie intehai mufeed hain. Meva jaat ko apni daily khoraak ka hissa banayen.
Iss Youm-e-Pakistan aihed karain kai hum Pakistan ko akhuwat aur eithad se aik azeem mulk banayein g*i.
Dua hai kay iss Mah-e-Mubarak mein aap kay liye Allah ki Rehmat kay tamam darwazy khulein aur aap is ki barketein samait lein. Ramazan Mubarak.
Apney dastarkhuan ko bharney ki bajaye uska kush hissa zarurat mandon key sath share kren aur kisi key pait bharney ka waseela baneyn.
Aap ki garmi ki favorite dish koun si hai? Comments main batayen!
Qudrati ajza ki ghizaiyat sey bharpoor Waseb Cooking Oil aap key dastarkhuwan ko saanjhi khusiyon se bhar deta hai.
Aadha ya pura? Aap ko nashtey men kis tarah ka anda pasand hai? Comments main share karen!
Apni pasand ki dish pr rok kr screenshot hamare sath comments main share kren.
Aur Vitamin A key in qudardti fawaid se bharpoor, Waseb Cooking Oil – aap ka aur sab ka, saanjha dastar khuwan.
Rakhen apney piaron ki sehet ka khyal, Waseb Cooking Oil key sath.
Zulm ki raat key khatam hone tak hum apne Kashmiri behan bhaiyon key sath is mushkil waqat mein khare hain.
Click here to claim your Sponsored Listing.
Videos (show all)
Category
Contact the business
Telephone
Website
Address
Multan
60000
Shah Ruken Alam Colony Multan
Multan, 60000
Deals in organic food products like desi ghee, almond syrup, panjeeri, butter, aalo bukhara chatni, sauces of various kinds etc
Ward No. 4 Fatehpur Layyah
Multan, 31200
We provide cardamom (elaichi) dhaniya sonf zrea Kali mirch baroza gari meywa gari barada badam and many other things.
Multan
We sell mangoes of best quality on wholesale price. We provide mangoes deliver services all over Pak
Pull Wail Opposite PSO Petrol Pump
Multan, 66000
Healthy Yummy Reasonable Fast Foods ��������
Sidiqabad No 2, Punjab, Pakistan, Earth
Multan, 6000
Hasaan Sweet Balls we provide sweets balls packed in small boxes for sale at whole sale price.
Bangladaesh Market Shop#7&8 Ghalla Mandi Multan
Multan
السلام علیکم حبیب فوڈز غلہ منڈی ملتان کا مقصد پورے پاکستان میں سستے اور خالص مصالحہ جات کی ترسیل کرنا ہے