Nawab Anwar

Nawab Anwar

A teacher, a musician, an artist...

MAJLIS E ISALE SAWAB BARAYE MARHOOMA ZAKEER FATIMA SAHEBA 04/09/2020

Live majlis

Majlis e isale sawab
Marhooma Zakeer Fatima
Binte Shakeel Hussain

https://www.youtube.com/watch?v=tvJRVaaAYiE

https://www.youtube.com/watch?v=7CMbzLWk-u4

MAJLIS E ISALE SAWAB BARAYE MARHOOMA ZAKEER FATIMA SAHEBA with CameraFi Live

06/01/2018

Tu bacha bacha ke naa rakh ise
Tera aainaa hai woh aainaa
Jo shikasta ho to azeeztar
Hai nigaah e aainaa saaz me

— Allaama Iqbal

Aaina: Mirror (a metaphor of life, existence)
Shikasta: broken, wounded
Azeeztar: more loved, more wanted
Aainaa-saaz: producer/maker of aaina (a metaphor of God)

11/09/2017

Respect where it matters most.

16/01/2017
14/10/2016

Khaak se hai khaak ko ulfat tadapta hun `Anees`...
Karbala ke waaste main karbala mere liye...

06/10/2016

Zindagi me to naa ek dum khush kiya hans bol kar
Aaj kyun rote hain mere aashnaa mere liye...

09/07/2016

Naam raushan karke kyunkar bujh naa jaata misle sham'a
Na muvafiq thee zamane ki havaa mere liye...

12/06/2016

Kabhi bura nahin jaana kisi ko apne sivaa...
Har ek zarre ko ham aaftaab samjhe hain...

03/06/2016

Jis tarha se thodi si tere saath kati hai
baaqi bhi isee tarha guzar jaye to achha...

22/05/2016

Gar zindagi me mil gaye phir ittefaq se...
poochenge apna haal teri bebasi se ham...

18/05/2016

Khulega haal unhe jab ki aankh band hui...
Jo log ulfat-e-mushkil-kusha nahin rakhte...

08/05/2016

Sazaa ka haal sunayen jazaa ki baat karen
Khuda mila ho jinhe woh khuda ki baat karen...

02/05/2016

Main to is baat se chup hun ki tamasha naa bane
Tu samajhta hai mujhe tujhse gila kuchh bhi nahin...

01/05/2016

Tamam umr tera muntazir raha `mohsin`
Yeh aur baat hai rasta badal bhi saktaa tha...

17/06/2015

Aashna Hote Hue Bhi, Aashna Koi Nahi...
Jaante Hain Sab Mujhe, Pehchaanta Koi Nahi...

Ham Ne Khud Paida Kiye Hain, Zindagi Me Mus-aley...
Warna Sachhi Baat Yeh Hai, Mus-alaa Koi Nahi...

Khud-kushi Bhi Jurm Hai Aur Mai-kashi Bhi Jurm Hai...
Kaun Kis Mushkil Mein Hai, Yeh Dekhta Koi Nahi...

Mukhtasar Lafzon Me Hai Ye Ab Mizaj-e-Dosti...
Raabta Be-shak Hai Sabse, Waasta Koi Nahi.

Timeline photos 06/06/2015

Drew this sketch of self in 1961.

21/05/2015

Dil Na-umeed to nahin, naakaam hi to hai
Lambi hai gham ki shaam, magar shaam hi to hai

16/05/2015

Duniya Jise Kahte Hain Jaadoo Ka Khilona Hai
Mil Jaye to Mitti Hai Kho Jaye to Sona Hai..

14/05/2015

उजाले अपनी यादों के हमारे साथ रहने दो
न जाने किस गली में जिंदगी की शाम हो जाए

Ujale apno yaadon ke humare saath rehne do
Na jane kis gali mein zindgi ki sham ho jaye

13/05/2015

Hui muddat ki 'Ghalib' mar gaya par yaad aata hai
Wo har ek baat par kehna ke yun hota to kya hota

हुई मुद्दत कि 'ग़ालिब' मर गया पर याद आता है
वो हर एक बात पर कहना के यूँ होता तो क्या होता

09/05/2015

Aankh se door na ho dil se utar jayega
Waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega

05/05/2015

परखना मत, परखने में कोई अपना नहीं रहता
किसी भी आईने में देर तक चेहरा नहीं रहता

Parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rahta
Kisi bhi aaine mein der tak chehra nahin rahta

Do Sitaron Ka Zamin Par 03/05/2015

https://soundcloud.com/nawab-anwar/do-sitaron-ka-zamin-par-en-na

Do Sitaron Ka Zamin Par Listen to Do Sitaron Ka Zamin Par by Nawab Anwar on

03/05/2015

हजारों साल नर्गिस अपनी बेनूरी पे रोती है
बड़ी मुश्किल से होता है चमन में दीदावर पैदा...

Hazaron saal nargis apni benoori pe roti hai
Badi mushkil se hota hai chaman mein deedawar paida

02/05/2015

ढूंढता रहता हूं ऐ 'इकबाल' अपने आप को
आप ही गोया मुसाफिर, आप ही मंजिल हूं मैं

Doondta rahta hoon ae 'Iqbal' apne aap ko
Aap hi goya musafir, aap hi manjil hoon main

01/05/2015

Manzil Sabhi Ki Ek Hai Rahen Alag Alag
Nazaara Ek Hi Hai Nigaahen Alag Alag
Mandir Mein Hai Bhagwaan To Masjid Mein Khuda Hai
Kisne Kaha Hindu Se Musalmaan Juda Hai

30/04/2015

तेरी दुआ है की हो तेरी आरज़ू पूरी
मेरी दुआ है तेरी आरज़ू बदल जाये

29/04/2015

Khuda ke bande to hain hazaron bano mein firte hai mare-mare
Main uska banda banooga jisko khuda ke bandon se pyar hoga

28/04/2015

तेरी दुआ से कज़ा तो बदल नहीं सकती
मगर है इस से यह मुमकिन की तू बदल जाये

Teri dua se kaza to badal nahi saktee
Magar hai is se yeh mumkin ki tu badal jaye

Videos (show all)

Choudvin Ka Chand Ho
Yun To Hamne Lakh Haseen...

Website