Sultan Banaspati and Cooking Oil
Established since the year 1960, Sultan Banaspati is one of the oldest household names.
We are dedicated to maintain the highest quality standards to ensure the ultimate customer satisfaction across our range of products.
Sultan Rapeseed Oil se banayein har dish ko khaas aur befikar ho kar enjoy karein kyun ke is oil mein hain beshumaar nutrients.
Buzargh hamesha kehtay hain Desi Ghee koi dieting kharab nai karti kyun ke ye hai khalis aur ghizaiyat se bharpoor. Tou kyun na aap apni diet mein isay bhi shamil kar lein!
Ye na ho aap jaldi jaldi mein namak daalna he bhool jayein! Tou jab bhi kuch banayein dil se aur sabr se banayein kyun ke jab dil khush tou sab khush.
Bari eid ka matlab hai subha, dupehr, shaam har time kuch different khana. Aur Jahan khanay ki baat ho wahan Sultan hai aap ka behtareen saathi.
Tou is Eid dastarkhawan sajayein Sultan ke saath!
Sultan Banaspati and Cooking Oil ki taraf se aap sab ko dil se Eid Mubarak!
Agar har din aik baap aapki har zaroorat ka khayal rakh sakta hai, tou kyun na aaj unke liye aap bhi kuch karein.
Aaj aap Sultan Cooking oil, mein apnay abu ke liye kuch lazeez banayein, aur unhe hairaan kar dein.
Sultan wishes all the superheroes out there a very Happy Father’s Day!
Namak har khanay mein hamesha hasb e zaika he acha lagta hai, na zyada tou na he thora. Aaj he Sultan Iodized Salt khareedain and make sure your dish tastes perfect.
Nashtay mein ami se zid kar ke anda paratha banwana ho ya raat ko jaldi se daal ko mirchon ka tadqa lagana ho. Is sab ke liye hai Sultan Banaspati ghee.
Baray kehtay hain ke khana peena kabhi gin’na nai chahiye, isliye tension free hoke khul ke khao!
Chawal khana kisko nai pasand, chahay wo biryani ho ya manchurian ke saath egg fried rice aur is sab ko bananay ke liye aapko chahiye Sultan Basmati Rice.
Let us know in the comments below aapke doston aur family mein wo kon hai jisay mirchein bilkul bardasht nai hotin.
Jab fries banay hon tou aapko waisay he lagta hai aap kisi aur dunia mein chalay gaye hain. So zoom to the kitchen right away and make yourselves fries in Sultan Cooking Oil.
In options mein se choose karein aur kuch healthy banayein Sultan Canola Oil mein taakay aap calories ka sochay beghair sakoon se khayein.
Din mein hazaar calls aatin hain, kabhi kaam se tou kabhi ghar se lekin sab se zaroori call bay waqt bhook ki hoti hai. So here’s a reminder to have a little snack to satisfy your cravings.
Kya aap jantay hain ke haldi mein kitnay fawaid chupay hotay hain? Tou jab baray kahein haldi doodh piyo tou maan lena chahiye.
Jab bhook lagay tou sab he HANGRY ho jatay hain aur us waqt har jaga sirf mazaydaar khana he nazar ata hai.
Kabhee Biryani ka dil chahta hai tou kabhi egg fried rice ka aur kabhi pulao ka aur in sab ko bananay ke liye zaroori hai Sultan Basmati Rice.
Sultan vinegar ke saath banayein apni favourite salad dressing, bus dehaan rakhiye ga ke kahin zyada khata na hojaye.
Zaroori nai hai ke sehatmand rehnay ke liye aap ko boring khanay aur oils se door rehna parta hai. Agar aap Sultan Rapeseed oil layein ge jo full of nutrients hai tou aap healthy aur mazaydaar khana befikar ho kar enjoy kar sakte hain.
Ab bachon ke khanay ki tension tou har waqt rehti hai, aur unki pasand ke khanay sehat ko nuqsaan de sakte hain. Isliye Sultan Banaspati Ghee hai is maslay ka solution kyun ke hamein hai aap ka khayal.
Kya aap apne menu mein aik aur asaan dish add karna chahte hain? Tou zeeray walay aaloo banayein na!
Makai ki roti aur saag, isay behtar koi combination bana hai kabhe tou batayein?
This is the perfect weather to have halwa puri with your loved ones!
Who can say no to a perfectly marinated steak? Mention them in the comments below.
Salad na ho tou har dinner ya har lunch adhoora lagta hai, tou Sultan vinegar se banayein salad dressing and make sure your gatherings are complete.
Sultan Basmati rice ke saath banayein lajawab biryani aur sab ka dil khush kar dein.
Chicken skewers tou sab banatay hain, kabhe aapne roasted paneer skewers try kiye hain?
Waisay tou Karachi ka roll paratha mashoor hai, magar jo Sultan banaspati ghee mein bana hoa paratha hota hai uska koi muqabla nahi.
Sultan Cooking Oil mein banayein desi french fries aur apnay favourite show ko dekhtay dekhtay enjoy karein.
Jab Meethi Eid ka tehvaar ho aur sab apnay saath hon tou khushiyan aur mithaas dono he dobala hojatin hain.
Sultan Banaspati and Cooking Oil ki taraf se aap sab ko Eid Mubarak!!
Har ghar ka aik set menu zaroor hota hai. Is ramazan aap ke ghar ka kya tha, hamein bhi batayein.
Click here to claim your Sponsored Listing.
Videos (show all)
Contact the business
Telephone
Website
Address
Al-Hilal Industries, Sultan Nagar, Vehari Road
Multan
Opening Hours
Monday | 09:00 - 17:00 |
Tuesday | 09:00 - 17:00 |
Wednesday | 09:00 - 17:00 |
Thursday | 09:00 - 17:00 |
Friday | 09:00 - 17:00 |
Saturday | 09:00 - 17:00 |
Multan, 60000
Mr Happy Home Delivery Service is service providing company in Multan. Contact Number: 03173556573
Sher Shah Road Ctm Mill Phatak Ismalabad Jhakar Pur Multan
Multan
All Aseel Murga bride available here contect us 03076535471
Multan
Spicy food is enjoyed the world over. Eating spicy foods will open up a whole new world of culinary